Hindi, asked by Anonymous, 1 year ago

can anyone tell about pad parichaye ?

Answers

Answered by ScienceLover7
1
bhai dekh Sabse pehle jis Shabd ka Parichay Dena hai vo vikari hai ya avikari...agar vikari hai to sangya hai...sarvnam hai....kriya hai...aadi.......aur agar avikari hai to vo kya hai.
Sangya ke aage bhed batane hote hain...vachan bhi Bata sakte hain

Anonymous: bhai uske bhed or upbhed nd ling nd vajan bhi likhe h
ScienceLover7: grammar ki koi book nahin lagwa rakhi kya
Anonymous: han
ScienceLover7: usme dekh le
Anonymous: lagwa rkhi h
Anonymous: hn yr pr merko examples chaie the kafi
Answered by ayansayad441gmailcom
1
वाक्य में जो शब्द होते हैं,उन्हें ‘पद’ कहते हैं। उन पदों का परिचय देना ‘पद परिचय’ कहलाता है।
Similar questions