Hindi, asked by gudimetlarishi8463, 1 year ago

can i get a brief essay on वन और हमारा वातावरण

Answers

Answered by Hema0661
1
Van ek chis he jo sabhi logo aur pranio ke liye mahatva purn dayak he.van ke bina koi bhi zinda nahi reh sakta. van matlab pedo ka jund hai jo maushya aur prani ko fal aur bahut sari chis deta jo dono mahatva purn. 

van keval prani ko khane ke liye hi nahi he balki vah kuch ke liye apna ghar he jaha voh rahta he. van pakshi ko bhi khana deta hai par pakshi ke liye bhi ghar hi he.van ke kai tarah se hamari madad karta he jaise voh barish ke liye javabdeh hai.van hamare liye bahut madadrup hai par ajkal ham ( manushya) apni jarurat aur upyog ke liye van ko kat ne lage jisse bahut sari samasya khdi kar khadi hote hai jaise sarvabhom tapan ( global warming) jo puri doniya ke liye ek charcha ban gai he. van katne ke liye bahut sare karan he jaise furniture banane ke liye , dava banane ke liye , aur ped jaise rubber wood jisse rubber milta he. 
agar ped kat te hi gaye aur agar yah ruka nahi ek din aaisa ayega jab koi bhi ped ka van nahi bache ga jiski vajah se sarvabhom tapan bahut badh jaye ga jab ham( manushaya) ise vash me nahi kar payenge.agar global warming badha toh hamari pruthvi tapman bhi badh jayega jisse hamare vatavaran me farak aa jayega.hamara vatavaran me sthirta nahi rahi hogi aur koi bhi din koi bhi vatavaran hoga jo manushya ke liye hanikarak he. 
isliye ham van katenge to usme hamara hi lop( loss) hoga.isliye hame van bhachane chahiye..."van bache to jane(life) bhache" 

i dont know whether this will helps you or not......but from my side "hope it helps"
Similar questions