can i get summary of manushayata in English
Answers
Answered by
0
Mulbhav:--
Kavi mathilisharan gupt ne apni kavita mashuyata se maanavta, ekta, sahanuvuti or sadbhav tatha karuna ka sandesh diya h. Vo manushya k swaarth, bhinatta, jativad, sampraday aadi sankitarntao se mukt krna chahta h. Kavi chahta h ki har manushya samast sansad me apnattav ki anubhuti kare. Kavi manushya me udarta ka bhav bharna chahta h.
Uske anusaar jo apne liye jita h vo dusre k baare me nhi sochta h. Usne manushyata h hi nhi.
Kavi ne tayg or sanyig se devattv ko apnane ki baat kahi h or bhinaata se dur rhne ki baat kha h.
THANKU!.
❤❤❤
Similar questions