can i have one essay on paryavaran sanrakshan in hindi?? in 200 words
Answers
Answered by
3
jis vayumandal mein hum saans leete hain,usse paryaavaran kehte hain.isi paryavaran ke kaaran he hum jeevith rehte hain.yadi isme aavashyaktha se adhik garmi ya thandhak badh jaaye, dharthi dhooshith phasale ugaane lage tho hamaara jeena doobhar ho jaayega.hum maanav aur jeev surakshit aur swasth vathavaran mein he jee sakthe hain.isliye yah hamara dayithva bantha hain ki hum apne paryaavaran ko swasth banaye rakhe.iske liye dharthi ko hara-bhara rakhna hoga.iske jal sansaadhano ko pavitra banaye rakhna hoga . hum apni aakanshaaoan ke liye jo andhaadhundh pradooshan phaila rahe hain,usse rokna hoga.
Similar questions