can U please help me write a short summary based on this chapter...there are more pages I'll send one page for reference.i am class 6
Answers
yah bolna Chahte Hain Ki Ek Pyari Si Chidiya Ne Apna ghosla Banaya tha jismein usna Ande Diye hue the more bahut Hi Thaka hua tha aur bo us ghosla ke pass baith Gaya aur Chidiya to khana Talash na ke liye Gai Thi Jaise hi Chidiya Ne Dekha ki mor ka bharse uska pad Jhuk raha hai aur Agar ped Jhuka ga to Uske Ande bhi Gir sakte hain Waise Hi Chidiya jakar Mor Ke Pass Baithe aur yahan Mor na To Aankhen band ki hui thi Jaise hi Mor ne apni Aankhen Kholi Chidiya boli tum dekh Nahin sakte ho ki Mere ghosla ka pas Mein tum badha ho Chidiya ka Kahane ka matlab yah tha ki Ghoshna Agar Gir Gaya to Uske Ande Tut Jaenge to Chidiya Ne Kaha Ki Tum yahan se Jao Tum yahan se Jao Tum Jo Koi Bhi Ho Tum yahan se nikaalo mor na kahan Ki Main Koi Janwar Mein Koi Janwar Nahin Hun Main Bhi Tumhare tara Ek Panchi hun aur mein bahut thak gaya tha to Chidiya Ne Kaha theek hai par tum apni niche Jao Tum dekh Pa rahe ho na ki mera ghosla Khatre Mein hai isliye Tum niche Jao mor A niche jakar baith Gaya aur fir badal aa gaya ao vo khushi saa awaja nikal rha tha