Can u plz explain pronoms in short
Answers
Answered by
0
Pronouns are words used instead of nouns.
For example:
He is a boy.
Wo ek ladka hai.
Here he is pronoun.
Wo is pronoun.(yeh ek English sentence nahi hai sirf ek translation hai)
Aap bahut acche ho.
Iska English hoga
You are very good.
isme aap kisi ka naam bata raha hai matlab aap kisi ke naam ke badle use huva.
to you is the pronoun.
Kuch samjhe
tum thodi English practice Karo or
kuch rozinda sentence translate karo English me.
aur dhoondo ki kis word ki jagah naam use ho sakta hai wohi pronoun hoga.
maine kaha wo karo do din me pronoun puri tarah se samajh aa jayenge.
fir tum apni book me se uske kuch types yaad kar lena fir kya tum pronouns me master.
destroyer1654:
CHUTIYO
Similar questions