carpenter essay in hindi language
Answers
Answered by
0
Carpenter jise hindi mai Baddai bhi kahtehai ,hum use lakdi ka engeineer bhi kah sakte hai kyuki wo ped ki sukhi hui lakdi ko ek naya roop deta hai aur use manav jeevan mai aur bhi upyogi banata hai . jaise ki lakdi ka table darwaje aur bhibahut kuch . jaise lakdi ka hamre jeevan mai kaafi prbhavi upyog hai issliye samaj mai kushal aur nipun baddaiyo ki bhi bahut jarurat hai . pracheen samay mai ye ek jaati vishesh aur varg vishesh karya mana jaata tha ,lekin aaj ye ek poore udhyog ka roop le chuka hai aur koi bhii vaykati kisko lakdi ke saath khenle aur us ke saath naye prayog krne ki ruchi hai wo bhi kaarigar ban sakta hai . ek baddai hi hota hai jo lakdi ko naye naye roop deta hai aur use aakarshak banata hai . jaise ghar ke mandir yaa badi office ki table . sab carpenter k haatho ka hi kamal hota hai . aajkal inka kaam bhi aasaan ho gya hai . bahut si mashine aayi ho kaafi had tak kaatyi aur aakar dene mai madad karti hai . lekin iski wajah je inki aamdani apr bhi farak pada hai . par khushi ki baat ye hai ki sarkaar bhi inki madad kr rhi hai , naya savaym ka udhyaog suru krne mai mai . PM ke start up india program mai inko bhi badhava diya jaa raha hai.skill india bhi iska udaharan hai .
Similar questions
Math,
8 months ago
English,
8 months ago
Hindi,
8 months ago
Environmental Sciences,
1 year ago
Physics,
1 year ago