Ch - Kabeer....... Sakhiyan va sabad
Class 9
Teesre dohe m kavi ne kis prakar k gyaan ko mahatavv diya h?
Answers
Answered by
6
tishre dohe mei kavi nei yah kaha hai ke- jab koi mnusya hati pr kaalin bichai us par sawaar hoke gyan ko arjit karne nikalta hai tab kuta rupi sansar usko dekkar akarn hi bhokta hai yani ulti sidhi batekarta hai .ur jo sachi mei gyan ko arjit karna cahte hai wo samaaj ki batoo pr dhawn nahi deta aur apni manjil ki aur kadam brhai jata hai.
gyan wo hai jo kavi ko btataa hai ki bhed bhao jo hindu aur musalman ya har jati ko alag karta hai wo galat hai.
i hope this answer will help u and if u liked it plz mark it as the brainiest one.
gyan wo hai jo kavi ko btataa hai ki bhed bhao jo hindu aur musalman ya har jati ko alag karta hai wo galat hai.
i hope this answer will help u and if u liked it plz mark it as the brainiest one.
Similar questions