Hindi, asked by mark578, 1 year ago

Chapter 1 hindi class 10 sitig book.

surdas ke pad give me chapter summary?

Answers

Answered by superiortanu12378
4

Gopiyan Krishna ke prem me diwaani hain ,jab shri Krishna mathura chale jaa rahe hote hain to ve gopiyon se vaada jarte hain ki ve avashya vaapas lautnge . Isi awadhi ke adhar par gopiyan virah vedna ko sah rahi thi. Parantu jab shree Krishna vaapas nahi lautte hain aur uddhav ke madhyam se apne yog sandesh ko gopiyon ko bhejte hain to gopiya krodhit ho jaati hain. Phir ve vyangya bhari baaton se uddhav ko taana maarti hain jo pad ke roop me prastut kiya gaya hai. .

Btw it is very boring chapter..

Similar questions