character sketch of mayaram and dayaram from the icse novel naya rasta( pls ans ASAP) in Hindi
Answers
Kahani ki nayika Meenu hai,joska sadharan vyaktitv ke Karen her ladka shadi se inkar per deta hai.Mayaram ke putra Amit ka rishta aane per Meenu ke pita Dayaram behad khush hote hain.
Dayatam ek sadharan madhyamvargiya vyakti hain jo apni betiyon we bohot pyaar karta hain.Wo teeno betiyon ko ache se padhate hain.Isse Laura hai so pragatisheel vichardhara ke vyakti the.
Mayaram swabhav se chalak aur lalchi prateet hote hain.Kyunki wo ek achi ladki hone ke bawjood Meenu ke bajay Ek ameer vyakti ki beti se rishta pakka per dete hain.
Dayaram ji meenu ke pitahain jo usse vishesh pyar karte hein. Ve sidhe sadhe zindagi jeena chahate hain. Ve meenu ke vakil banne ki sapna ko poora karne mein maddad karte hein. Samaj ke virudh jaakar ve aashaa ki shaadhi pehle karte hain.
Mayaram ji amit ke pita hain. Ve dahej virodhe hain par patni ki hat ke kaaran saritha se shaadhi svikaar karte hain. Ve doosron ki dukh ko apni dukh ke samaan smajte hain. Jhoot aur beimani unse kosoon door hein. Amit unka iklautha beta hone ke karan, ve usse vishesh pyaar karte hein.