character sketch of wazir ali of lesson karthose
Answers
Answered by
68
vazir ali ke kaarnaame robinhood ke saman hai.angrezo ke khilaaf uske dil mein bahut nafrat hai.vo bahut bahadur hai aur kissi se darta nahi hai isliye usne vakil ko maar diya.vo nepal pahuchkar afghani hamle ka intazaar karna chahta hai aur apni taakat badha raha hai.vo suadat ali ko uske pad se hatakar khud awadh par kabza karna chahta hai.
Answered by
86
wazir ali habib tanveer dwara rachit path kartoos ka mukhya patr h. vah ek bahadur tatha janbaaz sipahi h. uske karnamo ne angrezo ko nako chane chabva diye. colonel kalinj ko uske karname dekh robin hood ki yaad a jati h. veh angrejo ka kattar dushman h aur unhe desh se bahar fenk dena chahta h. veh bohot chalaak h. hafto se jungle m khema dale colonel ne apni badi si fauj se bhi ek akele wazir ali ko nhi pakad paya. jab wazir ali ko 3 lac. rupees salana vajifa na mila to gusse m usne company ke vakil ka katl kr diya aur ajamgarh ki aur bhaagh gya. veh akele hi angrjo ke kheme m pahunch gaya, colonel se kartoos bhi le li aur garv se apna parichay dekar vaha se chala gya. is prakar veh ek janbaz sipahi tha.
kaavya16:
thank you soo much
Similar questions
Social Sciences,
8 months ago
Math,
8 months ago
Math,
1 year ago
Math,
1 year ago
Social Sciences,
1 year ago
Math,
1 year ago