characterskectch of bhishma
Answers
Answered by
3
bhism pitamah ganga thatha shantanu ke putr he. Ye mahabharat ke sabse mukya patro me se ek the. Ve apne samay me bahut hi vidhvan aur shakthisali purush the. Mahabharat ke prasangon ke anusar har tarah ki shastra vidhya ke gyani bhism pitamah ko kisi bhi tarh ke yudh me harapana asambhav tha. Unhe sambhvatah unke guru parshuram hi hara sakthe the. Inone ajivan vivah nahi kiya aur bramhachari rahe. Mahabharat me unhone kaurovon ki taraf se yudh me bhag liya tha. Inhe icha mitryu ka vardan tha.
Tina143:
can u plese mark it as brainliest
Similar questions