Cheez ko dekhna ya Kisi bhi cheez ko dekhne ke ke tarike kya hai
Answers
Answered by
6
Zindgi main nazar mayne nhi rakhti .Jo chiz mayne rakti h weh hai nazariya.Yeh manushya ka nazariya hi hota h jo use kisi aur tarah sochne per majbur krta h . Yeh use aise prabhavit krta h ki weh kisi buri paristhiti maib bhi acchi bat nikal leta h.Isliye humain har chiz ko sakaratmakta se dekhna chahiye.Kabhi bhi sikke ke ek hi pehlu ko nhi dekhna chahiye.Kyonki jahan raat h to uske baad savera bhi avashya h.
Isliye har prasthiti main skaratmak dekhain aur har chiz se kuch accha sikhne ki koshish karain.Agar koi aapki alochna karai to naraz hone ki jagah humain uske vishay main sochna chahiye aur apni galti dur krni chahiye aur us alochna se ek path padna chahiye.
Dhanyavad.
Asha h ki uttar apki kisi madad ka hoga.
Kripya uttar ko brainliest ka pad dain.

37
Fundamental particles are the elementary entities from which all matter is made. They have no known smaller parts. ... By the 1930s, however, it was clear that atoms were made up of even smaller particles—protons, neutrons, and electrons, then considered to be the fundamental particles of matter.
Similar questions