छात्रावास में रहने वाली बहन को स्वच्छता का महत्व समझाते हुए पत्र लिखिए??
Answers
Priya bahn ,
Ruhi.
Sadaiv khush raho . Jaisa ki apki warden ne bayata ki aap waah savsthya aur khush ho . Chit laga kar vidhya arjan mai lage hue ho . meend hai ki ap apne Board exam mai aacha pradarshan kro . hamari subhkamanaaye apke saath hai.Jaisa ki apki wardewn ne bataya ki moonsoon k mousam mai hostel aur garden ki naaliy ajaam ho gayi hai . 2 din ki safayi ke baad sab kuch thik hu a. aur paani jama hone se 2 vidhyarthi bimaar bhi ho gye .Maleriya hua unko . Umeend hai apna dhyaam bhali bhaanti rakh rhe honge . apne kamre mai safayi ka purn dhyaan rakhan aur paani saaf hi peena . cooler ka pani badalte rhna . abhi sardi ka maousam aane wala hai . cooler saaf kr ke rakh dena . us mai paani mat rakhana. Room mai khane ka saman kam hi rakhana. mess mai ki kahan khane ki aadat daale.
Room mai kachra nivaran heti 2 koodadaan rakhe . shooka aur geele kude ke liye . machaaridaani ka hi pryog krna . savam ke savshya ka dhaan rakhe . kyuki pahaka shukh nirogi kaya hota hai . savsath sarir mai ek savath mastiksh rahata hai .
ap savam safai ka matav jaane aur sawachhta ke baare mai sahpathiyo ko bhi bataye .
apke ujwaal bhavisya ki kaamnao ke saath
apaka
agraz
Om