छाया मत छुना कविता के संदर्भ में स्पष्ट कीजिए कि अतीत के सुखों की स्मृति में डूबे रहने से जीवन पर क्या प्रभाव पड़ता है ?
and how to mark brainliest ?
Answers
Answered by
0
Answer:
chaya mat chuna kavita ke sandharb se yah spasht hota hai ki jivan ke yatharth se muh na modkar yathartta me jivan jeene ki kala ka ansudhaan kar lena uchit hai. atit ki uplabdhiyon ki smirti matra se jivan sanchalit nahi hota hai. atah vartmaan ko apne anukool banane ka prayaas karna uchit hai. dookh ke samay me niraash hue bina vichlit hue bina utsaah banay rakhna chahiye.
Similar questions