Hindi, asked by lalchhanchhuahi7991, 11 months ago

Christmas Mein aayojit Vidya karyakram ok baare mein batate Hue Apne chote bhai ke naam Patra likhiye in Hindi

Answers

Answered by NAMSI7
2
___________
___________. (address)
___________
___________

Kaise ho tum, tumhara kai mahinon se patra nahi mila . tumne vaada kiya tha ki tum har hafte mujhe kam se kam ek patra likhoge . Koi baat nahi tum kisi avashya kaam vyasth hoge. Maa aur pitaji kaise hai??

Maine tumhe isliye patra likha hai taaki maine tumhe hamare vidyalay main manaai gai CHRISTMAS PARTY ke baare mein bataa sakun . Hamare vidyalay mein Christmas ka aayojan bahut hee sahandaar tarike se kiya gaya tha . Bahut se Paraampaarik Nritya kala thi . Bahut si Paraampaarik veshbushhayen bhi ki gai . Sabhi bachon ko khaane ke liye chips aur cold-drinks diye gaye . Mujhe vo party abhi tak yaad hai . Us party mein mujhe tumhari bahut yaad aai .

Mataji aur pitaji ko meri yaad dena. Aur chotu ko mera pyar dena . Tumhare patra ki pratiksha karunga .

Tumhara bada bhai,
ABC
Similar questions