Hindi, asked by troma, 9 months ago

cinema Aaj Aur Kal par nibandh​

Answers

Answered by ishu1119
2

cinema aaj ki yuva peedi me ek charchit shok h. cinema aaj hamari zindagi ka hissa h. uska hmari vyaktigat zindagi par ek ahem prabhav h. aaj kal cinema me jo hota h vahi ham apni neeji zindagi me dhalne ki koshish karte hai. cinema ka prabav kafi had tak samaaj par bhi h. samaaj Ko badalne me cinema ka ahem hissa hai. aaj kal cinema sirf naayak naayika par aadharit nhi h . cinema me Kayi sare samazik muddo par aawaj uthayi hai jaise stri par hone wale atyachar, Desh prem itiyadi.

Similar questions