Hindi, asked by Anonymous, 7 months ago

Class-10, Hindi Worksheet, please answer immediately, Thanks...​

Attachments:

Answers

Answered by muskanpanjiara
1

Answer:

(ans 1)bete ki mrityu per putrvadhu se aag dilvai kyuki baalgovin purusho aur orto ko samaan maante the ve samaaj ki us rudiwaadi vichaar dhara ka khandan karte the ki orte shav me aag nahi lagaa sakti.

(ans2)lekhak samaaj ko yah sandesh diya ki hame rudiwaadi vichaar dhara aur paramparaao me ulajh kar apni jindgi barbaad nahi karani chahiye hame saari puraani baato ko bhulkar aage badhnaa chahiye.

(ans3)baalgovin Bhagat ki putoohu ne rote hue kahaa agar mai chali gai to budhape me kon aapko bhojan banaa kar dega agar aap bimaar pade to chulu bhar paani bhi kaun dega? mai pair padati hu mujhe apne charano se alag mat kijiye.

(ans4)samajik burai:-hamaare aas paas samaaj me dahej pratha kaafi samay se prachlit h.jisne bohot saare ghar barbaad kar diye .is pratha ko shikska k maadhyam se v logo ko jaagruk karke dur kara ja sakta h. ab ladkiya kisi se kam nahi h fhir bhed bhav kaisa ki ladki h to dahej dena hi padegaa yadi samaaj shikshit hoga to is rudiwaadi vichaar dhara ko samaapt kiya ja sakta h.

Explanation:

please mark my answers as brain list answer.

Similar questions