Hindi, asked by Anonymous, 9 months ago

Class-10, Worksheet-10 plz anwer correctly, I'll mark you brainliest and obviously, you'll gain 10 points! c'mon...​

Attachments:

Answers

Answered by muskanpanjiara
1

Answer:

(1)shabdo k maadhyam se kisi vyakti, drishya ya ghatna ka vardan jisase aapke mastishk me vo jivant ya saakar lage use rekhachitr ya shabdchitra kaha jaata h.

(2)(i)rekhachitr gadhya saahitya ki ek vidya h.

(ii)isme shabdo k maadhyam se ek chitr prastut kiya jaata h.

(iii)prastut chitr hamaare mastishk me jivant lagta h.

(3)Baal govin Bhagat ek grahsya kisaan h jo ki ek sanyaasi na hote hue bhi sanyaasi vyakti ki saari visheshta rakhta h vah ek sachaa imaandaar vyakti h.

(4)is baar mai apne dosto k saath aam ka baag dekhne gayaa us baag ki rakhvaali ek rahim chacha naam ka ek vyakti kartaa h vah bade ache svabhav ka vah maalik k prati imaandaar vyakti tha. usne ek maila kurta pahnaa tha aur ek gamchaa sar per baandh rakha tha vah hame dekh kar khush ho gayaa aur rahim chacha ne hame aam ka baag ghumaaya ham har baar aam k mausam me baahar ghumne jaate the aur baag k meethe -meethe aam khaate the.

Please follow me.

Answered by nikitarathi245
2

Answer:

answer my questions and get points... if you post irrelevant answer then there is no prblm... I'm always there's for you... don't worry

Similar questions