Class-10th, Hindi Worksheet-19, and answer for 20 also, if possible. I am gonna mark you brainliest, and thank you in your 10 answers, please...
Answers
Answer:
(ans1)baal govin Bhagat paat me kai samajik rudiyo ka prahaar kiya gaya h jaise -Baal govin Bhagat ne apne bete ki mrityu k baad dukhi na hote hue khushi manaai aur kahaa ki yah aatma ka parmaatma se milan h aur unhone apne putr ki mrityu k baad apni putrvadhu ko vivah k liye uske maayke bhej diya tha.
(ans2)paropkaar se ham samajhte h ki Propkaar ka arth h dusro ki bhalai karna koi vyakti jivikopaarjan k liye vibhin udham karte huye yadi dusre vyaktiyo aur jivdhaariyo ki bhalai k liye kuch prayatn kartaa h to ese prayatn Propkaar ki shredi me aate h Propkaar esaa kritya h jiske dwara shatru bhi mitre ban jaata h.
(ans3)Gramin jivan athva parivesh kahne ka taatparya h ki gaaw k logo ki kheti baadi, pashupaalan, rahansahan, dinchraya se h.
(ans4)lakikshabd=lota, patal, dibiyaa,khaat, chaarpai.
please mark as brain list answer.
do not read it
oh, you already read it!