Hindi, asked by pintu41, 1 year ago

computer ka prayog in hindi

Answers

Answered by jerri
0
computer ke prayog.
* computer ek electronic device h jisme hum data store kr sakte hain

* computer ka istemal companies, bank and hospital etc. me kiya jaata h jisse kaam jaldi or accurately ho sake

* computer ke jariy hum apne frnds, relatives se sampark kr sakte hain

*computer ki sahayata se hum koi bhi calculation fir chahe wo badi se badi arithmetic calculation ya muskil se muskil logical problem ko solve kr sakte hain.

*computer kabhi bhi bore nahi hota or ek saath bahut saare kaam kr sakte hai wo bhi bina thake.


hope it will clear your doubts.
Similar questions