Hindi, asked by srivastavaaakriti724, 1 year ago

Conclusion for hindi project of chapter kavita ke bahane class 12

Answers

Answered by shiv8798
0

I don't know about your book

Answered by anita6989
0

Answer:

Kavi Kehte Hain Ki Kavita ki Kalpana ki Udaan ki tarah hai Jis Tarah Chidiya Ki Udan hoti hai par uski udane ki ek Seema hoti hai par Kavi ki Kalpana ki Udaan ki koi Seema nahi hai Chidiya Ghar Ke Andar Bahar udati hai Ek Ghar Se dusre Ghar par Udti firti hai par Chidiya Kavi ki kavita Ki Tarah Udan nahin kar sakti Kavita ke Pankh Laga Udaan K Mane Chidiya ke Janti Hai Kavita ki Udan Chidiya Se Badhkar hai Kavi ki Kalpana Phoolon Ki Tarah khelti hai par Phoolon Ke khilne ki ek Seema hoti hai Phool kya Jane apni Khushboo se Baag Bagicha aur Udyan ko mahakata Rehte Hain Phool Subah khelte hain aur shaam ko Mar ja kar Gir Jate Hain Phoolon Ke khilne ka Ek nischit Samay Hota Hai parantu Kavita ka muqabla Phool se Kiya gaya hai Kavita Bina Mar Jaaye bahut Samay Tak lekhak k vicharon ki Khushboo Pal Aati rehti hai

Similar questions