Conversation about Diwali sweet distributes between two friends in hindi
Answers
Answered by
0
aa rahi hai.
doosra mitra-haan or mne to diwali ke liye kapde bhi khareed liye hein
pehla mitra-acchhi baat hai parantu meri mummy ne kaha hai ki is diwali pr apne purane kapde pehan lena kyunki is baar hamare paas kapde khareedne ke liye paise nahi hai.maine apni mummy se kaha ki nahi mujhe to nya kapde hi chahiye parantu mummy ne mana kr diya.
doosra mitra-koi baat nahi agar tumhari mummy tumhe naye kapde dila pane mein asamarth hai to mein apni mummy se kahunga ki mere mitr ke liye kapde khareed lein lekin tumhe apni maata ji se zid nahi krni chahiye thi.
pehla mitra-dhanyavaad or aaj jaakar mein apni mummy se maafi mang lunga.
doosra mitra-acchha hai or haan mujhse vaada kro ki aage se tum kabhi bhi kisi bhi cheez ke liye zid nahi karoge or aaj jakar ghar ki saaf safai mein mummy ki madad karoge.
pehla mitra-haan mein tumse vaad karta hun or diwali vaale din mein apni mummy or apne haath se bane hue vyanjano ko tumhe chakhvvaunga
Was this answer helpful???

Similar questions