Hindi, asked by ris7haBleveenkateo, 1 year ago

conversation between friends of dussehra festival in hindi

Answers

Answered by monu7bishnoi
2
Rahul ki Maa:        Beta  Jay milne aaya hai .

Rahul :     Aao Jay ! Kaise ho ?
Jay :           lagata hai tum kahi bahar jaa rhe ho >
Rahul :      Haa , aaj Dussehra hai naa , isliye Bazaar jaa raha hu khuch                        saman   lene , mohhlle mai aaj kayrakam hai . Ramleela ka                             aayojan  hai .

Jay :          tum kya ban rhe hai Ram ya Rawan ? hahahaha 
Rahul :      Main kuch nahi ban raha hu . Hum to parde ke peeche hi hai .                      sab ki vesh bhoosha aur kuch saman bhi lana hai . tum kya kr                       rhe ho ?
 Jay :     Main hamari gali ram leela ke liye patkatha likh raha hu . 
              ye hi ki kis prakaar ram ne rawan pe vijayi paayi thi .aur humm kyu dushaara manate hai . Adharam aur Paap ke pratik rawan ko Maryaada prushottam Ram ne  kaise Hunumaan aur bhai Laxman ki sahayata se ahaya aur Maat Sita ko ghar laaye .  Kaise sone ki Lanka paap ki vajah se jal kar raakh ho gayi .Navmi pe Ram ki vijaya divas aayodhya wasiyo ne kaise ghee ke diye jala kr manaya .

Rahul :      wah ! bahut sundar Jay . Ye sab jaanna jaruri jhai sab ke liye .                        Kyu  isse Vijay Diwas yaa Vijaya DAsmi kahte hai 

Jay :            Tum Kal Mukhya Chouk par Rawan dahan dekhen chaloge kya                      ?Rahul : haa , kyu nhi . waha phir mele mai masti bhi krne hai                        .Muje Jhoola joolna hai .
Jay :           aur muje to Ice ream khani hai bahut saari :)
Rahul :       Chalo mai tume Ghar tak chood deta hu . main wahi se jaauga .
Jay :            chalo , pahle main ye chai to khatab kr du .

Answered by Chirpy
3

सचिन: "दशेहरा क्यों मानते हैं?"

सुरेश: "मैंने सुना है कि दशेहरा को विजयदसमी भी कहते हैं। इस दिन त्रेता युग में श्री राम ने रावण पर विजय प्राप्त करी थी।"

सचिन: "हाँ मैंने देखा है कि इस दिन पार्क में रावण के पुतले को जलाते हैं।"

सुरेश: "कुछ लोग इन दिनों में नवरात्रि की पूजा करते हैं।"

सचिन: "अच्छा।"

सुरेश: "नौ दिन देवीजी की पूजा करते हैं और दसवें दिन दशेहरा मनाते हैं। यह त्योहार अच्छाई की बुराई के ऊपर जीत मनाने के लिए है।"





Similar questions