Hindi, asked by Yeshpalsingh83, 1 year ago

Conversation between two children on preparation of teachers day

Answers

Answered by niharika10
11
Simran. arey Natasha kaise ho tum?
Natasha. Mai theek hu tum kaise ho?.
Simran. Mai bhi theek hu. waise Tum Kar Ke Rahi Ho?
Natasha. main Soch Rahi Hoon Ki kaise kaise taiyar karna chahiye Jis Se Hamara Vidyalaya bahut achha Lage Kyunki Ek khass Divas Aa Raha Hai Na.
simran. achha konsa Divas Mujhe To Kuch Bhi Yaad Nahi Hai
Natasha. are Simran tum bhool gaye 5 September ko hamare vidhyala me shikshak Divas manaya jayega to usi ki tayyariya Kar rahi hi.
simran. achha to ab take tum kya kya socha hai?
Natasha. zyada Kuch to Nahi mere sath mere or pach cheh dost bhi mere madad Karenge isme. ham log subah jaldi vidhyala Aa jayenge or fulo Se or bake sajavat ke cheezo Se see kakshao ko saja denge. Bohot saare program bhi honge. Jaise naach gana Sangeet or bhi bohot Kuch. kya tum bhi hamare madad karna chahogi?
Simran. ha ha Natasha bilkul to batao mughe kab aana padega?
Natasha. tum Ek kaam Karo parso 5 to subah 6 Baje kaksha me Aa Jana. ham sab ne milkar khane peene Ka bhi intazam Kar liya hai Jo ham adhyapikao ko denge. or ham log bohot saare tofe or cards bhi denge.
Simran. vah tab to bohot maza ayega.
Natasha .ha bilkul.
simran. accha Natasha Mai chalti hi bohot Der ho Gaya parso milte hai.
Natasha. theek hai bye.
Simran. bye
Similar questions