Hindi, asked by talwarz568, 1 year ago

conversation between two friends on desh bhakthi in hindi

Answers

Answered by aadarsh660
8
Ramesh aur Suresh do dost hai. Ramesh bazaar ja rha tha tabhi use Tiranga gira hua mila. Tabhi Suresh uske sath tha. Ramesh ne Jhanda uthaya aur apne sath rakh liya.

Suresh- Ye kya kar rhe ho?

Ramesh- Tiranga utha rha hu.Kyo?

Suresh- Kyo kya?? Itne gande jhande ko utha ne ki kya zarurat.Niche hi pada rehne do!

Ramesh- Arre! Apne desh ke jhande ko kaise niche pada dekh saku.

Suresh- Wah! Tum bade desh bhakt ban rhe ho.

Ramesh-Kaise na banu! mhujhe apne desh pe Garv hai

Suresh- kyo? Is desh ne tum he kya diya?

Ramesh- kya diya? Is tirange ko pane ke liye kitne logo ki kurbani ke bad hum aaj azad hai. Hamari puri duniya me aaj ek alag pehchan hai. kai mahan purush is desh me janme.
hamare desh ne is duniya ko bohot kuch diya.
hamare deah ne sansar ko "Shunaya" jise ham ZERO kehte hai, wo Bahrat ne diya air bhi kai yog daan diye, jisse mhuje Bharatiya hone pe Garv h

Suresh - wah! ye sab baat to mujeh pata bhi naji thi

Ramesh- Ab samjhe bhai!

Suresh - Ab mujhe Tirange ka mahatva pata chala.Mujhe bhi Bahratiya hone pe Garv h

Ramesh-Ab desh bakht hi bank ge ki bazzar bhi chaloge samman Lana hai late kiya to maa aag babula ho jae gi.
Similar questions