conversation between two rivers on the topic of pollution in about 10 sentences in Hindi
Answers
☺hola mate ☺
here what you need
the 2 rivers will name as ganga or yamuna
✔ganga= hame toh sab pavitre nadiyo ka darza dete hai na..
✅yamauna=haan haan behan,or hamari puja,yaha tak ki yatra bhi karte hai
✔ganga= toh fir ye log hamari swatchta ka khayal kyu nahi rakhte
✅yamuna= log pooja ke naam par hamare andar plastic, polothin, or pooja ka saman daal dete hai
✔ganga=haan haan behan..koi koi toh yaha aakar hamare pani se kapde bhi do jata hai
✅yamauna=behan jab log hamari mehtveta nahi samjhege or issi tarah hame pradhushit karenge toh aane wale samay tak hamara astitv hee iss duniya se khatam ho jayega....
✔ganga=haan haan behan...aisa hee raha toh iss pritvi par se jal ka astitv khatam ho jayega or yaha tak ki peene ke liye tak pani nahi bachega.
(((nadiya hamare liye bohot upyogi hoti hai....hame inhe ganda nahi karna chahiye or inhe hamesha swatch banaye rakhne me sahayta karni chahiye... )))
hope you like it dear
it tooks lots of time to write
☺mark me as brainliest ☺☺