Hindi, asked by classmateclas, 10 months ago

Convert following sentences as directed

1. pahali baar usne itna achcha abhinay kiya hai (mishr vaky me badaliye)
2. meine use yahaan bulakar some pairo par aap kulhadi maar li (sanyukt vaky)
3. agar aap ghar aayen, to humein behad khushi hogi (saral vaaky)
4. Vaha aksar kaha karta tha ki use prashaasanik adhikari banna hai (saral vaky)
5. Sanjana, bazaar jaakar thode fur le aao (sanyukt vaky)
6. Samay par varsha hone se fasal ka nuksaan na hota (mishr vaky)

7.hum yaha adhik dher nahi tahar sakte (bhav vaachya)
8. sajjan sabke saath saaman vyavahar karte hai (karmvaachy)
9.sarkar dwara bade paimane par vrukshaaropan karvaaya gaya (kartruvaachy)
10. pratiyogita mein vaha bahut tez dauda (bhav vachy)
11. chor ke pakde jaane par police use bahut peetegi (karmvaachy)
12. Sachin dwara anek shaandaar paariyan khelkar cricket premiyon ka dil jeeta gaya hai (kartruvachy)

13. aapke dwara pariyojana kaary abhi tak jama kyon nahi kiya gaya? (identify vachy)
14.unse apne aap chala nahi jaayega (identify vaachy)

Thank you. Please answer

Answers

Answered by dhananjay210
1

Ek bar ek hi puchho plz....

Or u should offer more points for such questions


classmateclas: OK. I'll ask one by one.
dhananjay210: hmmm
Similar questions