Math, asked by adithyakrishnan6137, 5 months ago

Count the number of times that you have done the exercise assigned after each PT period. From them find any two exercises you have done more than others and also find the total count of both the exercises.

Answers

Answered by saurabhsingh8438
1

Answer:

LYRICS:

Yo!!

log karte hai baatein par mujhse bolte nahi,

woh dekhte hai sab par mujhko dekhte nahi.

main jataa hoon jahaan bhi koi tokta nahi,

woh gali ka kutta ab mujh par bhaukta nahi.

na hi khelta hai koi bhi ab mere saath,

na bulata hai koi chahe ho birthday aur

baraat.

main apple ko khane se pehle kaat ta nahi,

aur dil ki baatein kisi se ab baant ta nahi.

yahan koi nahi, yahan koi nahi, yaha koi bhi

nahi,

main sheher me hoon aur bheed bhi hai par

koi bhi nahi...

yahan koi nahi, yahan koi nahi, yaha koi bhi

nahi,

na ghar par, na garden, na chhat par koi bhinahi.

main to youtube reactions dekhta hoon with

anjaan chehre,

kyunki lagta hai koi baitha hai just bagal

mere.

main to facebook bhi use karta hoon bus

memes share karne,

aur paani bottle bharta hoon khali kar phir

bharne.

main pyaar ke baare me ab jyada sochta

nahi,

ab pehle jaisa na rota, sar nochta kabhi.

main kismat ko pehle jaisa ab daant ta nahi,

aur dil ki baatein kisi se ab baant ta nahi.

yahan koi nahi, yahan koi nahi, yaha koi bhi

nahi,

main sheher me hoon aur bheed bhi hai par

koi bhi nahi.yahan koi nahi, yahan koi nahi, yaha koi bhi

nahi,

na ghar par, na garden, na chhat par koi bhi

nahi.

main to morning shows me jataa hoon bus

apne saath,

I know I'm no ugly but sundar hai mere

daant.

mujhe bachpan se hi andhere se tha lagta

darr,

ab yeh hi mere saath me hai banke mera

ghar

waise to zyada log mujhko jaante nahi,

mere apne bhi apna ab mujhko maante

nahi.

main line ko kabhi beech se kaat ta nahi,

aur dil ki baatein kisi se ab baant ta nahi.

yahan koi nahi, yahan koi nahi, yahan koi

nahi, yahan koi nahi..

Answered by nikesh829852gmailcom
2

Answer:

Thanks for free point

Similar questions