Hindi, asked by jyeshtavinaidu007, 3 months ago

Create a story in Hindi using these following words
(All must be included)
Words:
7 नवंबर, मित्रों, वर्ष, कपड़े, गुब्बारों, उपहार, प्रणाम, सुबह, मिठाईयां, काटता, झालरों
.
.
Plz answer as soon as possible​

Answers

Answered by reva92
1

Aaj 7 nivember 2020 hai.

Aaj ke din eek bache ka janmadin hai.

Kintu uske mitra nahi hain.

Vah har janmdin dukhi dukhi manata hai.

Aaj voh 10 varsh ka hone vala hai.

Uske mata pita bahut amir hain.

Ve uske liye Naye kapde alag alag uphar mithaiyaan lae. Kintu vah fir bhi udas tha.

Uska abhi tak sirf ek dost tha voh bhi ab Kisi aur desh mein rehata hai.

Vah har subah 2 katori pani aur 1 chamach dane apni kamere ki khidki par rakhta tha. Roz veh khatam ho jate. Veh yahi chiz apne janamdin par karta tha kintu dane ke sath alah alag pakwan rakne laga.Use ek pakshi mila.Veh uska fost bana chahta tha.

Pata nahi kaise lwkin us pakahi ke pankh mwin chot lagi thi.Us ladke ne vah chot ko thik karne ki koshish ki.

Sham ho gayi. Bache chilate hue khelne ja rahe the.Ab cale katne ka vakt tha.Kintu Uske mata pita kam par the.Usne cake kata aur use tabhi bahut zor se aavaz aai. Chi chi vah to chidiya thi. Bhalehi vah subah dukhi tha kintu sham tak vah chidiya ko ese aunte hue khuah ho gaya.

Veh cake kat ta aur chidiya ke sat khelta. Usne jhalron ki madad se chidiya ke liye ghar banaya aur use ek doat mil hi gaya.

Similar questions