डायरी का एक पन्ना पाठ के लेखक के बारे में पांच वाक्य लिखो। ..from class 10 hindi..! Pls answer it's urgent!
Answers
Answered by
0
Answer:
1892 me rajasthan ke nawalgarh me janme seetaram seksariya ka jyada jeewan Kolkata me gujra seksariya vyapar vyavasay se jude the aur ye anek sahityik sanskritik nari shicchad sansthaon ke prerak rhe mahatma gandhi ke ahan pe swatantrata andolan me badh cadh kr hissedari ki gurudave rabindranath thakur mahatma gandhi subhas chandra bos ke kareebi rhe kuchh saal tk azad hind faoz me mantri bhi rhe bharat sarkar ne unhe 1962 me padam sree samman se sammanit kiya
Similar questions