Hindi, asked by dkavyasri13, 1 year ago

debate on girls and boys are equal (for) in hindi i want
debate on ladakha aur ladakhi ekk saman hai
i want for for

Answers

Answered by nice2
3
Mitra hum is vishay par kuch panktiya aapko uplabdha kar rahe hai.Ise aap swayam vistaarpoorvak likiye:-
stri samaj ka aadhar hoti hai.uske bina samaj ki kalpana karna asambhav hai.parantu iske baad bhi use purusho se heen samjha jaata hai.use purush ke saman aadhikaar samaj me prapt nahi hai.usne sadiyon se purushon ke saaman aadhikaar prapt karne hetu bahot lambi ladai ladi hai.parntu yeh ladai shahri jeevan me safal ho paaye hai.parantu grammo me unki sthiti ab bhi bekaar hai.grammo me stri aaj bhi vansha bharane aur ghar sambhalne ka saadhan matre hai.jiske kaaran unke kandhe boojh tale dabe hote hai.ve saari umra sevika ke saaman jeevan vyateet karti hai aur ant me vaise hi mar jaati hai.waha use muh kholne tak ka adhikaar nahi hai.man ki karna to alag baat hai.sarkaar chahe jitna bhi chillaye ki stri-purush ek saaman hai unme bhed bhaav mat karo parantu koi nahi sunta.yeh baat to sirf ek dikhava prateet hoti hai.Iska prabhav baccho me bhi dekha jata hai.maata-pitaa khud ke baccho me ladka-ladki ka bhed karte hai.yadi sama me yahi stithi bani rahi to stri ko samaj me purush ke saman adhikaar kaise prapt hoge.vo sadav daasi bani rahegi aur jeevan me apne adhikaaro ke liye ladti rahegi.hume chahiye ki hum is ka aarambh apne ghar se kare tabhi strio ko unka samman aur adhikaar prapt hoga.

dkavyasri13: edit the answer give me in english
nice2: but here u want it in hindi naa
dkavyasri13: even though
dkavyasri13: i also want in english
nice2: dear it also present on net search it
dkavyasri13: no yaar
nice2: why
dkavyasri13: i did not understand meanings of some sentences
nice2: moderators will delete the question when they saw that the sub is wrong
dkavyasri13: no problem
Answered by mahrajganj506
0

hope this helps you please mark my answer as brainlist and follow me

Attachments:
Similar questions