Debate on the topic - Students should take part in politics ( in hindi )
Answers
Answered by
14
Student should take part in politics:
aaj se samay ko dekhte hue ye kaafi jaruri hai ki students politics mai bhaag le lekin ye seema jaurur tay ho ki kab aur jeevan ke kis padav se bhaagidari nibhaaye .
vidhyarithyo ko pahle apni parathmic siksha jarur poori krani chahiye . kyuki shiksha vikas ka mukhya aadhaar hoti hai . phir chaaye savayam ka ho yaa desh ka .
atah vidharthiyo ko kam se kam college antim varsh tak ki padhaayi purn kr k raajniti mai bhaag lena chahiye .
khuch baato ka dhyaan rakhe ki .. rajneeti mai aane ka mukhaya karan kya hai . kya lakshyahai . sirf mashhoor hona yaa samaj k liye kuch thos kaam krne ka . vidhyarthi kabhi kisi k behkaav emai na aakar ye raasta chune .
desh ko padhe likhe aur jaagrit yuvao ki jarurat hai naa ki bhatake hue noujawaano ki . har yuva neta aane wali phidi ka nayak ban ke ubhre ye hi umeed leke raajneeti mai aana chahiye aur deshhit ko paratham rakhe .

Similar questions