Define:- "Safar ki hi tha main safar ka raha"
Answers
Answered by
1
Answer:
ab na mujhko yaad beetaf
main to lamhon mein jeeta
chala ja raha hoon
main kahaan pe ja raha hoon...
kahaan hoon?
is yaqeen se main yahaan hoon
ki zamana ye bhala hai
aur jo raah mein mila hai
thodi door jo chala hai
wo bhi aadmi bhala tha
pata tha...
zara bas khafa tha
wo bhaTka sa raahi mere gaanv ka hi
wo rasta puraana jise yaad aana
zaroori tha lekin jo roya mere bin
wo ek mera ghar tha puraana sa Dar tha
magar ab na main apne ghar ka raha
safar ka hi tha main safar ka raha
idhar ka hi hoon na udhar ka raha
safar ka hi tha main safar ka raha
main raha...
meel pattharon se meri dosti hai
chaal meri kya hai raah jaanti hai
jaane rozana... zamana wohi rozaana
shehar shehar fursaton ko bechta hoon
khaali haath jaata khaali lauT-ta hoon
aise rozaana.. rozana khud se begaana...
jabse gaanv se main shehar hua
itna kaRva ho gaya ki zehar hua
main to rozaana
na chaaha tha, ye... ho.. jaana.. maine..
Answered by
1
Answer:
software function that automatically makes or suggests corrections for mistakes in spelling or grammar made while typing.
copy paste user here...
Similar questions