define the following terms of सर्वनाम:
° पुरुषवाचक
° निश्चयवाचक
° अनिश्चयवाचक
° प्रशनवाचक
° निजवाचक
° सम्बन्धवाचक
please answer this as soon as possible
Answers
Answered by
2
•Purushwachak-
Examples- main, tum, woh, aapp, hum, tu, etc. Yaha, logo ko sambodhit kia jata hai..
Jaise- Main kal agra jaungi. (main sarvanam hai)
Woh bahut acchi hai. ( woh sarvanam hai)
•Nischaywachak-
Yeh hum tab istemal karte hai jab hume pata ho ki hum jis cheeze ko point kar rahe woh kya hai....
Jaise- Yeh mera kitab hai. (yeh sarvanam hai.. hume pata hai ki yehi kitab mera hain)
Woh gana gati hai. (woh sarvanam hai)
•Anishchaywachak -
Yeh tab istemal hota hai jab hume pata na ho ki woh cheeze kya hai.. (we are unaware of the person/object)
Jaise- Darwaje par koi khada hai.(koi sarvanam hai.. kyuki hume pata nehi ki 'koi' kaun ho sakta hai)
Kisi ne mera naam liya. (kisi sarvanam hai.. hume pata nehi ki "kisi" kaun ho sakta hai.
•Prashnawachak-
Yeh question puchte samay istemal hota hai.
Jaise- Tum kaun ho? (tum sarvanam hai.. hum yaha question puch rahe hai.)
Woh kya rakha hai? (woh sarvanam hai)
•Nijwachak-
Jab hum apne aap ko hi batane ki koshis karte hai, tab hum yeh sarvanam istemal karte hai.
Jaise- Main swayam padh lunga. (swayam sarvanam... yaha khud ko batane ke liye use kia gaya hai)
Main app ne aap chali jaungi..
(app ne app sarvanam hoga)
•Sambandhwachak-
Jab do(2) logo ya vastu ke bare baat kia jata hai..
Jaise- Jaisa raja, waise praja. (jaisa-waise sarvanam hoga)
Jaisa bow o ge, waisa paoge.

Similar questions