Hindi, asked by bavalattinikhioxgh61, 1 year ago

Dengue avum malaria se bachane ke lea adhikari mahodaya ko ake patra lekeye

Answers

Answered by kurokiri67
1
pariksha bhavan

23 august, 2017

mahodaya
xyz school, Delhi

vishay: Dengue avum malaria se bachane ke lea adhikari 

mahodaya,
main kaksha 10 a ki cahtra apko pranam karte ye batana choongi ki aaj ke badalte mausum main macharoon ki taadaat badhti ja rahi hai.
iska karan school ke as pas jame kude karkat ka dher hai jismain barsaat ka paani jamma ho jata hai aur fir macchar bacche peda karte hain| ye hi nahi cooler aur gamloon main bhi jamme paani se macchar badh rahe hain| iske chalte bacche bimmar tatha apne school ka zaroori samay barbad ho raha hai| isko rokne ke liye hammain kude ko saaf tatha cooler ityadi ki safaayi karvani chahiye|
aap se nivedan hai ki aap issamasya ko dekhe aur hamari sahayata karein
aapki agayakari
xyz
Answered by newton2
0
SEBA ME,
SWASTHA ADHIKARI 
XYZ
VISHAY:NAGAR ME VYAPH GANDGI AUR USKE DUSHPARINAM
MANYAVAR,
IS PATRA DWARA ME AAPKA DHYAAN NAGAR ME BYAPH GANDGI KI AUR DILANA CHAHATA HU.MEIN XYZ KA NIVASHI HU,JO KISHI SAMAY NAGAR KA SABSE CLEAN NIWAS HUAA KARTA THA.AAJ IS JAGAH KA NAHI, XYZ KIU NDASHA ATYANT SHOCHNIYA HAIN.JAGAH JAGAH KUDHE KA DHER LAGHA HAIN.HOSPITAL ,INDUSTRY KE POLLUTANTS AAKAR NADI KO DUSHIT KAR RAHE HAIN.ISSHE PRAKITIC PARIBESH KN HANI HO RAHI HAIN JISHE DENGUE ,MALARIA.FLIARIA HO RAHI HAI.
MEIN AAAPSE CANURODH KAROONGA KI SAFAI MEIN BISHESH RUP SE JHOR DIYA JAAYE TAKING SWATCH BHARAT ABHIYAN 2019 TAK APNA ASHAR DIKHA SAKHE.
SOLUTIONS:DRAINS SHOULD BE RAISED
WE CAN EXPORT WASTE TO SWEDEN WHO IS BUYING WORLD"S WASTE.
MUNICIPAL WORKERS SHOULD COLLECT WASTE REGULARLY.
SEPARATE DRY WASTE FROM WET WASTE DECOMPOSE ORGANIC MATERIAL WITH BACTERIA USE IT AS A MANURE .
SADHANYABAAD
XYZ


Similar questions