Hindi, asked by nisreensabir30, 11 months ago

DESCRIBE POMAGRANATE IN HINDI

Answers

Answered by sathvikatnlsv45
0

Explanation:

Anar ka shabd shabd se chalu hota hai aur anar ko English me kya angrej mein pomegranate kaha jata hai ise thode hi janm pasand karte Hain aur bahut sare Jain pasand nahin karte hain kyunki yah thoda thoda swad nahin rahata hai aur yah Lal rang ka hota hai ek Bada fal mein chote chote daane aate Hain jise log kehte Hain aur vah Dane khane se apna khoon badhta hai aise bahut sare vaidya yah doctor bolate Hain yah sachmuch aur bacchon ke liye achcha hai aur per bahut sare bacche isko kahate nahin isko khane se Mana karte hain per anar har roj khana chahie jisse apne body mein ya sharir mein iron calcium blood hemoglobin badhta hai jisse apne ko har roj ek Naya disease nahin aata hai

Similar questions