dharm ka hamare jeevan mein kya mahatva hai?
Answers
Answered by
3
Explanation:
धर्म मनुष्य मे जीवन के महत्व को स्पष्ट करता है, पवित्र भावनाओं को पैदा करता है एवं मानसिक तनाव व चिन्ताओं से दूर रखकर गलत, समाज विरोधी व धर्म विरोधी कार्यों के प्रति घृणा को पैदा करता है। इस तरह धर्म व्यक्ति के व्यक्तित्व का विकास करता है एवं उसे सुख समृद्धि हेतु धार्मिक नियमों के अनुरूप आचरण के लिए प्रेरित करता है।
Answered by
3
Answer:
dharm sirf samajh me uch nich ka bhaav ko thes pohonchata hai. Jaat, dharm, bhasha ke nam par log garibo aur dukhi logon se duriyan banakar rehte hai. Jaha jao waha chuachoot ka bhav phehla hua hai. Log ek dusre se duriyan banakar rehte hai aur accha vyavahar nhi karte hai sirf dharm aur bhasa aur jati ko lekar log aapas mein jhagda maar, pit sab par utar jate hai
Similar questions