dharm riti rivaj se manushya kis prakar prabhavit hota hai
Answers
Answered by
1
Dharm riti rivaj hi toh manushya ke manoranjan ka aadhar hai. Har alag-alag dharm ke apne-apne tyohaar hai aur har tyohaar ko alag-alag log apne-apne riti rivajo ke anusaar manate hai.
Dharm aur riti-rivajo se manushya bahut prabhavit hota hai. Kuch riti-rivaj logo ko kuch kaam karne se pratibandhit karte hai, jiska unpe prabhav padta hai. Kuch log apne baccho ko doosre dharm ke baccho ke saath nahi khelne dete, iss tarah baccho par bhi dharm ka prabhav padta hai.

rishijadwivedip912eh:
Thanks very much for marking my answer brainliest.
Similar questions