dharti ko Kavi dulan
kyu kah Raha hai
Answers
Answered by
0
Answer:
is geet mein dulhan ki sangya di gyi h jis parkar dulha apni dulhan ko pane k liye kuch bhi kr skta h usi parkar bhartiy sainik bhi dharti rupi dulhan ko pane k liye or uske maan samaan ki rksha k liye apna sarsav balidan krne ko utsuk the is dharti ko pana hi unka ekmatar lakshay tha bhartiy sainiko ne apne balidan k khun se dharti rupi dulhan ki maang bhari thi or aakhir m sainik desh ki raksha krte hue maut ko gle lgakr dharti ko hi apni dulhan svikar krte hai isley dharti ko kavi ne dulhan kha h
Similar questions