Hindi, asked by Shipri1005, 1 year ago

Dialog between chalk and black board

Answers

Answered by Anonymous
0
hopes helps u dearr friend
Attachments:
Answered by ruhiparveen2004
0

Chalk: Dekho mein bahut lambi aur sundar houn. Bahut zyada colors meim bhi aati houn. Blacknoard meim likhne ke liye mujhe zaroorat hein.



Duster: Isse kya fayadha hota hein. Tumhe lekar blackboard meim likh sakthe hein. Lekin mujhe upayog karke log blackboard saaf karthe hein. Phir tumhe koun dekhenge? Isliye meim tumse zyada zaroori houn.



Blackboard: Arrey, tum log kya baat kar rahe hein. Agar mein nahin houn, tho aap dhonom ki avashyaktha kya hein?



Chalk: Yeh teek hein. Hamare beech jhagada nahin hona chaahiye.



Duster: Haan. Kaam poora hone ke liye hamem ek saath kaam karna chahiye.


Blackboard: Sahi baath hein. Ham aage kabhi apne aap ko sabse bada nahin maanenge.



Similar questions