dialogue between writer and pen in hindi in 100 words
Answers
Answered by
3
Pen : Kya hua lekhak babu ? aj inte door kyu baithe ho ? apne khayalo ko mera sahara nhi doge kya ? kaafi dino se bahut door ho muje se ? koi takeef hai kya?
Writer : Kya liku ab ? kuch likhne ko hai hi nhi .aur likh bhi liye to kon padega aj ke iss internet k jamane mai mai jaha har cheej mil hai sirf ek batton dabane se . kon ppochta hai ab kalam aur lekhak ko . aaj kal to bachhe bhi kalam kam prayog kren hai . suna hai unki padhaayi bhi didgial baord pe hoti .
Pen : Niraash naa ho Lekhak babu . aaj bhi tere aur mere chahne aur prasansha krne waale bahut hai . aagar teri meri jaruat naa hoti aaj akhbaar aur kitaabe band ho chuki hoti . aj bhi log kitabe kheride hai . chaahe shouk k liye yaa aatamdarshan k liye . tum bhi kuchh likho aisa aaj ki sab ka dooba hua viswaash jaag jaaye . koi niraash man phir se khil uthe . koi bhatak hua raah pe aa jaaye . kisi ko jeevan ka lakshya mil jaaye .
Writer : sachh kahti ho tum .agar tum aur hum hi haar gye to desh ko jeet kon dilayega .yuvaao ko prohtasit kon karega .
chalo aaj mil k ek baar phir likhte mere sapno ka naya bharat aur uski sunhare bhavshya ki buland tasveer .

2
लेखक: "प्रिय कलम तुम मेरे बहुत अच्छे मित्र हो।"
कलम: "मुझे भी तुम बहुत अच्छे लगते हो।"
लेखक: "तुम मुझे अपनी भावनाओं को प्रस्तुत करने में बहुत मदद करते हो। मैं कभी कभी सोचता हूँ कि मैं तुम्हारे बिना क्या करता।"
कलम: "मैं भी यही सोचता हूँ कि तुम्हारे बिना मेरा क्या अस्तित्व है। तुम्हारे कारण मुझे कितना सम्मान मिलता है।"
लेखक: "आज मैं तुम्हारी प्रशंसा में एक कविता लिखने जा रहा हूँ।"
कलम: "वाह! तुम सचमुच कमाल के दोस्त हो।"
लेखक: "मेरी तो अब यही इच्छा है कि हमारी दोस्ती अमर रहे।"
Similar questions