Dialogue two friends in Hindi with English ?
Answers
ekdam real !!!!
❤❤❤
अंजलि: हेलो राहुल!!! कैसे हो?
Anjali: Hello Rahul!!! Kaise ho?
Anjali: Hello Rahul!! How are you?
राहुल: मैं ठीक हूँ अंजलि. तुम कैसी हो?
Rahul: Main theek hoon. Tum kaisi ho?
Rahul: I am fine. How are you?
अंजलि: मैं भी ठीक हूँ. क्या हम आज कहीं घूमने चलें?
Anjali: Main bhi theek hoon. Kya hum aaj kahin ghoomne chlein?
Anjali: I am fine too. Today shall we go out somewhere?
राहुल: हाँ क्यों नहीं? चलो हम कहीं खाना खाने चलें.
Rahul: Haan kyon nhi? Chlo hum kahin khaana khane chlein.
Rahul: Yes, why not? Let’s go to eat.
अंजलि: हाँ यह ठीक रहेगा. मुझे भी भूख लगी है, लेकिन कहाँ चलें?
Anjali: Haan, yeh theek rhega. Mujhe bhi bhookh lgi hai, Lekin kahan chlein?
Anjali: Yes, this is a good idea. I am feeling hungry too, but where shall we go?
राहुल: चलो हम स्कूल के पास वाले रेस्त्रां में चलते हैं, वहाँ से हम मूवी देखने भी जा सकते हैं.
Rahul: Chlo hum school ke paas vale restaurant me chlte hain, vahan se hum movie dekhne bhi ja sakte hain.
Rahul: Let’s go to the restaurant near the school, from there we can go for a movie too.
अंजलि: वाह!! ये तो बहुत बढ़िया है. चलो हम बाकी दोस्तों को भी बुला लें.
Anjali: Vah!! ye to bahut badhiya hai. Chlo hum baki doston ko bhi bula lein.
Anjali: Wow!! This is a good idea. Let’s call our other friends too.
राहुल: सभी साथ होंगे तो ज्यादा मज़ा आएगा. मैं करीम और कुसुम को बुलाता हूँ.
Rahul: Sabhi sath honge to jyada mza aayega. Main kareem aur kusum ko bulaata hoon.
Rahul: The more the merrier. I will call Kareem and Kusum.
अंजलि: ठीक है मैं, कविता और रश्मि को बुलाती हूँ. हम थोड़ी देर में यहाँ ही मिलते हैं फिर सभी साथ चलते हैं.
Anjali: Theek hai, main Kavita aur Rashmi ko bulati hoon. Hum thodi der me yahan hi milte hain phir sbhi sath chlenge.
Anjali: Fine, I will ask Kavita and Rashmi. We will meet here in a few and then we all will go together.
राहुल: ठीक है!! हम 15 मिनट में मिलते हैं.
Rahul: Theek hai! hum 15 minute me milte hain.
Rahul: Alright! let’s meet in 15 minutes.
hope it helps you