Hindi, asked by Omkush3961, 10 months ago

Dialogue writing between chocolate and a boy in Hindi

Answers

Answered by namsenomatlab
10
I don't have hindi typing box so please adjust . and yes I will prefer u to give more points for these types of big questions. or otherwise no one will answer it.
chocolate - toh tumne muzhe kharid hi Liya.
boy - ha ! kyu nhi
chocolate - par tum muzhe roj kyu kharidte ho?
boy- bhala ye bhi koe sawal hua? muzhe tumhe khana bahut pasand hai.
chocolate - par kya tum jante ho ki muzhe khane par tumhare dat sad jaynge.
boy- ha, ha muzhe SAB pata hai. aur ye meri marji hai muzhe tumhe khana pasand hai toh Mai khaunga hi.
chocolate - par...
boy- bas bas bhot hogae batchit. ab Mai tumhe khaunga
chocolate - bas meri ye akhri bat sun lo!
boy - ab tum itna keh rahe ho toh bolo
chocolate - jante ho agar tumhare dat sad jaynge toh kya hoga.
boy - nahi
chocolate - fir tumhe tumhare ghar vale aspatal me doctor ke pass le jaynge aur fir vaha dato ka doctor tumhare dat Nikal lega.
boy - sachme!
chocolate - ha sachme . bhot dar hota hai. tum soch bhi nahi sakte. ab tumhari marji muzhe khana h toh kha lo
boy- thik h baba muzhe ab samazh Gaya h. par Mai tumhe puri tarah se nahi chod Sakta.
chocolate - ha toh Mai kab kaha ki puri tarah se chod do. tum muzhe kha sakte ho par khabi kabar hi.
boy- thik h
Similar questions