Hindi, asked by balaji59, 1 year ago

dialogue writing between river and a boy in hindi

Answers

Answered by Vinishji
5
the boy jump at the rivet
Answered by HimanshiKankane
18
nadi-ae balak tum mujhe ganda Kyu karte ho?
balak-meine tumhe ganda kab kiya?
nadi-acha ye tum roj roj apni gay ko Leke aajate ho mere tat par aur use nehlate ho mere pani se to mein gandi ho jati hu
balak-to mein Kya karu Meri maa kehti Hai use nehlane ko agarein naa nehlau use to Meri maa mujhe daategi
nadi-use nehalo par mere pani ko kisi bartan ya balti mein ekatr karke nehlao mere pani mein mat nehlao Varna mera vinash hojayega mein vinti karti hu baalak!
baalak-acha theek Hai mein tumhari baat man leta hu par apna pani tum mujhe peene ko to de Sakti ho na
nadi-haan jarur!

HimanshiKankane: if u think my answer was good than please mark it as brainliest ^_^
Similar questions