Hindi, asked by divyamghai01, 1 year ago

Dialogue writing in Hindi on corruption

Answers

Answered by Bharhavi
2
Hum bhrashtachar ki jar ha agar jar khatm ho
jayegi to bhrashta char khatm ho jaega
Answered by krishna286
4
sunil: Namastey dost, kaise ho?"sushil: are kya bataye dost, aajkal bhalai ka zamana nahi hai. "sunil: q kya hua?"sushil: tum jante ho ki mera beta padhne me kitna hoshiyaar hai."sunil: ha, ye to sach hai."sushil: usne itni mehnat karke degree prapt ki hai, par usse koi nokri dene ko taiyaar nahi hai."sunil: q?"sushil: sab jagha sipharish ki aawasyakta hai, yadi koi bada vip uski sipharish karega tabhi usse nokri mil sakti hai."sunil: ye to corruption hai."sushil: isliye to bol raha hu aajkal imaandaari se kaam nahi chalta hai.
Similar questions