diary entry on summer vacation in hindi
Answers
Answered by
5
Iss baar ki Garamiyo ki chhuttiyo mai mai hum Rajasthan gye apne Mousi ke paas .Aur jaisa ki muje dairy likhne ka shouk hai to maine ghar se hi sab kuch likhna suru kar diya .
1st week June '16_ Papa ne bahut muskil se nischit aarakshan krwaya rail yaatra ka kyuki yaartiyo ki bheed bahut thi . har koi saj dhaaj ke apni garmiyo ki chhuttyo ka maja lene jaana chahte the .
Main aur mere bhai ko ek seat hi mili aur papa mummy k liye humene 2 seat di.maine mere chhote bhai k saath sangeet suna mobile pe . raaste mai Mt. Abu station par Meethi Raabri khaayi.
Mousi ne humara sawagat bahut jordaar kiya . mousa ji hume station par hi lene aa gye the .
mousi ne Neebu paani banaya aur teekhe papad bhi khilaaye.
2ed week : Hum dusre saptah Jodhpur dekhne gye . Waha par Mehraan garh Kila , Umed bhawan , Kaylana Jheel dekhi . hume noukayaan bhi kiya . Maave ki kachouriya aur jalebiya bhi khaayi . Mummy ke liye khreeddari bhi ki . Papa ne mummy ko rangrez ki saari uphaar mai di .
3rd Week : Mousi ji ne raatri bhoj mai Desi gawaar fali ki sabji , aam ras , pooriya aur besan ki chakkiya bhi banayi . agali subah unhone apne padosiyo se hamara parichay krwaya. hum unke padosi ki beti sonam achhi lagi .usne bayata ki usne kis tarah jidd kr ke apne papa ko uski aage ki padhayi hetu manaya . ab uske papa ne khud uska Board exam ka form bhara . usne 1oth mai 72 % banaye . hum achhe dost ban gye .
4th Week :Mousa ji ne wapsi rail ticket nischit kr wane mai papa ki madad ki .hum saay ki rail mai wapas mumbai k liye rawana ho gye . mousi ne hume dher saare uphaar diye . sabko gale lagaya. papa ne mousi k bete ko football uphaar mai di .
Sonam ka phone aaya aur usne dubaar Garamiyo ki chhutyo mai aane ka nayota diya . muje ye chhuttyaa humesha yaad rahegi .

1
डायरी -लेखन |
Explanation:
03.07.2019,
सोमवार,
रात्रि 9 बजे,
प्रिय डायरी,
मेरी गर्मियों की छुट्टियां बहुत ही आनंदमय और सुखद रही। इन गर्मियों की छुट्टियों में मैं अपने मामा जी के घर उत्तराखंड गई थी। उत्तराखंड में मैंने गर्मियों में ठंड का बहुत आनंद उठाया। उत्तराखंड में मैं अपनी नानी जी के साथ बहुत सारे ऊंचे-ऊंचे पर्वतों पर चढ़ी और बहुत सारे सारी जगह घूम कर आई। मेरी इस वर्ष की छुट्टियां बहुत अच्छी बीती।
शुभरात्रि
रिया
और अधिक जानें:
डायरी लेखन
brainly.in/question/11486084
Similar questions