Hindi, asked by Atulverma1, 1 year ago

diary lekhan Jis Din ghar mein koi rishtedar Aaya ho aur aapka Pasand ka khana bana Ho

Answers

Answered by Kushal554
0
Priya denindni,
Tum meri bhot achi dost ho kyoki main tum se har baat baat ta hoon . Aaj main tumhe btana chahta hoon ki aaj ka mera din bhot acha gya . Aaj mere ghr me mere kuch rishtedaar aaye the . Unke saath mere chacheri bhen bhi aayi thi . Unke Swagat me pehle chay jaata hua fir kuch baate hui aur purani yaade taaja ki gyi. Din ka doosa phar tha meri maa ne sabke lie khana banaya. Khaane main mera pasandida khana bnaya gya . Puri sabzi . Khana bhot swadist tha. Same taarif ki pita ji bhi khush the .. bhojan k baad me aur meri bhen kamre me jaakar khelne lage . Aaj mene aur meri choti bhen ne khoob. Mama Kia . Ye din mere lie yaadgaar rhega.
Similar questions