Hindi, asked by akhasAf3slakshi, 1 year ago

Diary writing on Dussehra

Answers

Answered by Anonymous
0
priya diary,

aaj bharat ek bohot bada tyohaar hai isi dussehra kaha jaata hai.navratron k dus din baad dussehra aata hai.dussehre k din shri raam chandra ji ne ravan ka vadh kiya tha isisliye har saal ravank putle ko burai ka swaroop maan kar jalaya jaata hai.ravan ek rakshas tha per vo mahagyaani mana jaata hai per uski buddhi bhrasht ho gyi thi jab usne devi sita ka apharan kiya tha.isiliye har saal ravan ko jalay jaata hai k sab jano ko yeh gyaat rahe k hamare sau ache karmon per ek bura karam bhari perta hai aur log  hamari achaiyon ko bhula dete hain.isisliye humein apne har karam per dhyaan dena chayiye k kahin hamari wjah se kisi ko dukh naa pahunche.dussehre k din bachon k liye dussehra mela bhi lagta hai jahan jhoole aur samosa pakoda momos sab milta hai.dussehra mela main sab jaate hain aur apne parivaar k sang ghoomte hain aur jhoole jhoolte hain.

dhayavaad
Similar questions