difference between macromolecule and polymers
Answers
Answered by
4
Macromolecules are molecules made of smaller subunits. Polymers are macromolecules made of repeating subunits. For example, a protein is both a macromolecule and a polymer since it is made of repeating units of amino acids. ... So tryclycerides are not polymers.
Answered by
6
Are simple sa hai ye to...
Dekh... Macromolecules vo hote hain jinme koi bhi compound ya element randomly kahin se bhi jud jaate hain aur aik bohot lambi chain form kar lete hain jaise proteins aur DNA. Ye dono to long Carbon chains hote hain.
Polymers jo hain vo polymerisation se bante hain. Macromolecules mei aisa koi process nahi hota. Polymers ke liye special process hota hai. Inme aik monomer unit hoti hai jo puri chain mei baar baar repeat hoti hai. Jaise Polythene banta hai Ethene se. Ethene ke compounds ko repeatedly jodte jaao to form a chain, vo Polythene ban jaayga.

Similar questions